|
Aik shakhs key bivi us sy talaq chahty they aur woh usy talaq daina |
|
|
|
|
Written by wazir zada kemadi karachi [wazizad@hotmail.com]
|
|
Tuesday, 27 November 2007 |
|
Aik shakhs key bivi us sy talaq chahty they aur woh usy talaq daina nahee chah thy they.aik raath woh apni bivi sy batain kar nay lagay magar bivi nay aik baat ka bhee jawab na dia .,us shakhs nay bivi sy kaha kay agar aaj rath too mujh sy baat na karay to tujhy Talaq hay.Bivi khush huyee key ab to talaq ka ikhtyar us ky haath agaya hay .Raath guzarty gayee aur woh khamosh rahee.ab woh shakhs pachtaya kay yeh main nay kya kia.Foran immam abu hanifa kay paas gayee aur sara waqia bata dia .immam sahab nay farmaya .apnay mohallay key masjid kay mouzzan sy kaho kay Fajar sy pehlay azan dai day.chunancha yahee kiya gaya Azzan suntay hee bivi bol pari lou ab talaq ho gayee.woh shakhs hans para aur kaha kay Allah immam abu hanifa per raham karay kaisee achee tarkeeb batayee. wazir zada kemadi karachi [
This e-mail address is being protected from spam bots, you need JavaScript enabled to view it
]
|