|
Me sun k us ki sab batain, , faqad itna hi kehta hu, khafa hona manalena, ye sadyo se riwayat hai, |
|
|
|
|
Written by Farooqi [farooqi557@yahoo.com]
|
|
Thursday, 25 October 2007 |
|
Me sun k us ki sab batain, faqad itna hi kehta hu.
khafa hona manalena, ye sadyo se riwayat hai, muhabbat ki alaamat hai.
Gilay shikway karo muj se, tumhay jana ijazat hai. magar ak baat meri bhi yaad rakna tum.
Kabi aisa bhi hota hai, hawain rukh badalti hai, khazain loot aati hain, khatain ho hi jati hain.
Khafa hona bhi mumkin hai, Khata hona bhi mumkin hai, magar yu haat say daaman, kabhi chora nahi kartay.
Hamesha yaad rakna tum, Taaluq root jany se, kabhi toota nahi kartay. Farooqi. 03002082621 Farooqi [
This e-mail address is being protected from spam bots, you need JavaScript enabled to view it
]
|